Khud ko khud ki khabar na lage,
koi achha b is kadar na lage,
aap ko dekha hai bas us nazar se,jis nazar se aap ko nazar na lage...
Wafa karo ya na karo, wafa ki baat to karo
humara dard na samjho,
humara dard na samjho,
magar apne dard ki baat to karo.
Unse sirf ek dosti ka nazarana manga tha maine,
jisme mujhe pyar aur apnapan nazar aaye,
par unhone is nazrane ko is kadar thukra diya,
jaise koi shaks apni maut ko thukrata hai..
jisme mujhe pyar aur apnapan nazar aaye,
par unhone is nazrane ko is kadar thukra diya,
jaise koi shaks apni maut ko thukrata hai..
Dil ki nazuk dhadkano ko meri jaan tumne dhadakna sikha diya,
jabse mila hai tera pyar dil ko gam mein bhi muskurana sikha diya..
Aapki yaado k mehek in hawao me hai,
Kuchh apnapan sa in fizao me hai.
Khushiya chume aapke kadam hardam,
Yehi sapna nigaho me hai.
Bahuth Roya tha main jab mera janam huwa aur hass rahi thi yeh duniya.
Badla lunga ek din maut k samay.Hasta hua jaunga aur royegi duniya....
Ek aur subah ja rahi hai zindagi ki.,
Ek aur din aa raha zindgi ka,
Ek aur din aa raha zindgi ka,
Ye mat socho k kitne lamhe hai baki zindgi k,
Ye socho k kitni zindgi hai har lamhe me...!!!
Ye socho k kitni zindgi hai har lamhe me...!!!
Jab yaad aati hai muskura lete hai,
kuch pal har gam Bhula dete hai,
kaise bhig sakati hai apki palken,
apke hisse k ansu to hum baha lete hai.
Har raat chandni raat nahi hoti,
Har dost me aap jaisi baat nahi hoti,
Na jane khuda kya saza de raha hai,
Jo aaj kal aapse mulakat nahi hoti..
Har dost me aap jaisi baat nahi hoti,
Na jane khuda kya saza de raha hai,
Jo aaj kal aapse mulakat nahi hoti..
Dil ko adat si ho gai he chot khane ki,
bhigi palko ke sang muskrane ki,
kash anjam hum pehle se jaan jate,
to kosish bhi nahi karte dil lagane ki.